Friday, April 10, 2009

Nashili shayari !

1. Log kehte hain bada dard hota hain pyar karne ke baad,
hume toh bada dard huwa tha police ne gand pe waar karne ke baad !.... Mr Rajeshwar :P
2.kisi ne kaha tha hume toh apno loota gairo main kaha dum tha,
hamari kashti toh dubi thi waha jaha paani toh boot tha lekin saala kya kare DAARU kam tha !
3. Koi Mila Hi Nahi Jis Ko Wafa Dete
Har Ik Ne Dokha Diya Kis Kis Ko Saza Dete
Ye Hamara Dil Tha Ke Khamosh Rahe Warna
Daastan Sunatey To Mehfil Ko Rula Data

4.Nafrat Thi Humse To Izhaar Kyu Kiya?
Dena Tha Zehar To Pyar Kyu Kiya?
Dekar Zehar Kehte Ho Pina Hi Hoga
Aur Jab Pee Gaye Zehar
To Kehte Ho Ab Jeena Hi Hoga.

5.Koi Dikah Ke Roay Koi Chupa Ke Roay
Hamein Rulane Wale Hameain Rula Ke Roay
Marne Ka Maza To Tab Hai
Jab Qatil Bi Janaze Pe Aa Ke Roay.

6.Dosti Ka Haq Hum Youn Ada Kartay Hain
Dost Ke Naam Per Jan Fida Kartay Hain
Tumhey Phool Ka Zakham Bhi Na Anay Pae
Allah Say Roz Yeh Dua Kartay Hain.

7.Wada Karte Hain Dosti Nibhayenge
Koshish Yahi Rahegi Tujhe Na Satyaenge
Zarurat Pade Toh Dil Se Pukarana
Mar Bhi Rahe Honge To Mohlat Lekar Aayenge.

8. log kehte hain ki hum ladki na pata paye, hum qayar hain

lekin un kambakhto ko kya pata, ki hum bade SHAAYAR hain !

9.Aankh ke kinare bhige nahi,
Aur woh samjhe ke hum roye nahi,
Poochte hain kal raat sapne mein kisko dekha,
par woh kya jaane hum ek arse se sooye nahi.

10.Premi aksar jaan gavaya karte hain apni premika ke liye,

un kambakto se pooncho kabhi unhone apni jaan gawayi hain apne MAA-BAAP ke bhoomika ke liye !

11. Log aksar chodt jate hain marne ke baad apni yaade,
isiliye karjaoe aise kuch baatien jien se tal jaye dard bhari raatien !

12.khuda kare hume DAARU naseeb ho maszid main,

ya toh phir aisi jagah dikao waha khuda nahi hain !

13.Mohabat ka ajab karobar humne kia
Wo bewafa sahi magr pyar humne kia
Agr wo chor gaya tu mat kaho bura usko
Kasor uska nai aitebar humne kia.

14. jindagi main aisa kuch karke dikhao ki duniya tumhe bhool na paye,

lekin aisa kuch na karo jise duniya BHOOL na paye !

15.kya tum yaad rakho ge apni jindagi saath bitane ke baad,

ya phir yaad karoge is kambakth maut ke aane ke baad !

16.har ek ko kisiko har ek cheez ka hisaab dena hain,

are lavde ye lavde ye mat soch kitna kamana hain ye dekh kitna gawaya hain.

17.kisi na kisiko ek din ye duniya chod ke jana hain,

ye waqt toh har ek ke jindagi main kabhi na kabhi toh aana hain

hume toh kuch aisa kar dikhana hain, ki humare is jindagi se tashrif hone ke baad sabhi ko rulana hain !

18.ye banda toh pita hain sirf ek kaam ke liya

lekin ye shayar toh pita hain kisi EK jaam ke liye !

kyonki is jaam ke saath ek rangin shaam ho aur jaam ke saath kuch na kaam ho !

19.hum toh sharab piya karte yaadon ke chakne ke saath,

un yaadon ke yaad karte hain pi ke behek ne ke baad !

20.kabhi kabhi sochta hoon ek haath main jaam ho aur ek bewafa shaam ho,

lekin saala uske sath na koi DAAM ho !

21. socte hain hum k hume koi yaad karle,

ya toh abhi, ya marne ke baad karle..

22. jindagi main socha tha ki bohot kuch karna chahte the lekin kuch bhi na kar sake,

haath main ek jaam aur uske siwa kuch sambhal na sake !

23. aashiyane ka intezaar kiya tanhayi main, wafa ka intezaar kiya bewafai main

lekin ye jannat ka intezaar kiya toh bas ek DAARU mili.

24.log aksar maara karte hain bekhudi ki jindagi jine ke baad,

aur hum jaise shayar bola karte hain DAARU pi ne ke baad !